teri ulfat ki rahoon mein loota de zindagi hum ne.
dil-o-jaan lootane wale to kitna bewafa nikla.
Dua maangi thi aashiyaanay ki,
Chal padeen aandhiyaan zamaanay ki,
Mera gham koi na samajh paaya,
Kiyun k meri aadat thi muskuraanay ki......
Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan
Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan
Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main
Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain,
Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain,
Dil mein umang hai tujhse milne ki,
Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.
yeh dua hai koi gela nahe
maire zindage hay woh gulaab jo kabhe khila nahe
main sochta hoon KHUDA karay tujhe woh sukh milay
jo mujhe kabhe mila nahe
By others and SB